rab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi
mehaki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq
girta sa jharna hai ishq koi uthta sa kalma hai ishq koi
saanson mein lipta hai ishq koi aankhon mein dikhta hai ishq
mere dil ko tu jaan se juda kar de yun bas tu mujhko fanaa kar de
mera haal tu meri chaal tu bas kar de aashiqana
tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana

mehki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq
sochun tujhe toh hai subah sochun tujhe toh shaam hai
haan manjilon pe ab toh meri ek hi tera naam hai
teri aag meri jalti koyle se mira banaki
khwaabon se aagey chal ke hai tujhe bataana

saath saath chalte chalte haath chut jaayenge
aisi raahon mein milo naa
baatein baatein karte karte raat katt jaayegi
aisi raaton mein milo naa
kya hum hain kya rab hai jahan tu hai wahin sab hai
tere lab mile mere lab khile ab door kya hai jaana

The End