Waaqif to hue tere dil ki baat se
Chhupaya jise tune kaaynaat se
Waaqif to hue tere us khayaal se
Chhupaya jise tune apne aap se
Kahin na kahin teri aankhein
Teri baatein padh rahe hain hum
Kahin na kahin tere dil mein
Dhadkanon mein dhal rahe hain hum
Tu har lamha tha mujhse juDa
Chaahe door tha main ya paas raha
Us din tu haan udaas rahe
Tujhe jis din hum na dikhein na milein
Us din tu chup-chaap rahe
Tujhe jis din kuchh na kahein na sunein
Main hoon ban chukaa jeene ki ik wajah
Is baat ko khud se tu na chhupa
Tu Har lamha tha mujhse juDa
Chaahe door tha main ya paas raha
Lab se bhale tu kuch na kahe
Tere dil mein hum hi to basein yaa rahein
Saansein teri iqraar karein
Tera haath agar chhoo lein pakdein
Teri khwahishein kar bhi de tu bayaan
Yehi waqt hai inke izhaar ka
Tu Har lamha tha mujhse juDa
Chaahe door tha main ya paas rah
Waaqif to hue tere dil ki baat se
Chhupaya jise tune kaaynaat se
Waaqif to hue tere us khayaal se
Chhupaya jise tune apne aap se
Kahin na kahin teri aankhein
Teri baatein padh rahe hain hum
Kahin na kahin tere dil mein
Dhadkanon mein dhal rahe hain hum
Tu har lamha tha mujhse juDa
Chaahe door tha main ya paas raha
Us din tu haan udaas rahe
Tujhe jis din hum na dikhein na milein
Us din tu chup-chaap rahe
Tujhe jis din kuchh na kahein na sunein
Main hoon ban chukaa jeene ki ik wajah
Is baat ko khud se tu na chhupa
Tu Har lamha tha mujhse juDa
Chaahe door tha main ya paas raha
Lab se bhale tu kuch na kahe
Tere dil mein hum hi to basein yaa rahein
Saansein teri iqraar karein
Tera haath agar chhoo lein pakdein
Teri khwahishein kar bhi de tu bayaan
Yehi waqt hai inke izhaar ka
Tu Har lamha tha mujhse juDa
Chaahe door tha main ya paas rah