Ek Bewafa Se Pyar Kiya -Lata Mangeshkar
Ek bewafa se pyar kiya
Use nazar ko char kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
Ek bewafa se pyar kiya
Use nazar ko char kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
Bholi surat wala nikla lutera
Raat chhupaye dil mein munh pe savera
Bholi surat wala nikla lutera
Raat chhupaye dil mein munh pe savera
Oye humne dil nisaar kiya
Dil ko beqraar kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
Ek bewafa se pyar kiya
Use nazar ko char kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
De gayin dhokha humein neeli neeli aankhein
Neeli neeli aankhein
De gayin dhokha humein neeli neeli aankhein
Neeli neeli aankhein
Sooni hai dil ki mehfil bheegi bheegi aankhein
O bheegi bheegi aankhein
Oye humne aitbaar kiya
Ulfat ka iqraar kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
Ek bewafa se pyar kiya
Use nazar ko char kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya k
Ek Bewafa Se Pyar Kiya -Lata Mangeshkar
Ek bewafa se pyar kiya
Use nazar ko char kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
Ek bewafa se pyar kiya
Use nazar ko char kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
Bholi surat wala nikla lutera
Raat chhupaye dil mein munh pe savera
Bholi surat wala nikla lutera
Raat chhupaye dil mein munh pe savera
Oye humne dil nisaar kiya
Dil ko beqraar kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
Ek bewafa se pyar kiya
Use nazar ko char kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
De gayin dhokha humein neeli neeli aankhein
Neeli neeli aankhein
De gayin dhokha humein neeli neeli aankhein
Neeli neeli aankhein
Sooni hai dil ki mehfil bheegi bheegi aankhein
O bheegi bheegi aankhein
Oye humne aitbaar kiya
Ulfat ka iqraar kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya kiya
Ek bewafa se pyar kiya
Use nazar ko char kiya
Haaye re humne yeh kya kiya
Haaye kya k